IRSC TODAY;
- Get link
- X
- Other Apps
๐ ☆ Yaume Ashura 10 Muharram ka Rozah
❃ *RasoolAllah ๏ทบ ne Irshad Farmaya:
★• “Mujhe Allah ki zaat pe Yaqeen hai ke wo Yaume Ashura (10 Muharram Al-Haram) ke Roze ko Guzashta saal ke Gunahon ka Kaffarah bana dega.”
๐ Sahih Muslim: 2803, 2746
★• Baad Aza Jab RasoolAllah ๏ทบ ne Yaume Ashura ka Rozah rakha aur Musalmanon ko bhi is ka Hukum diya to Sahaba (RadiyAllahu Anhum) ne Arz kiya ke Ya RasoolAllah! Yahood o Nasara bhi is din ki Bahot tazeem karte hain,
★•Aap ๏ทบ ne Irshad Farmaya:
☆ Jab Agla saal Aayega to ham (Yahood o Nasara ki Mushabihat se Bachne ke Liye) In'sha'Allah Nawe (9) Tareekh ko Rozah bhi Rakhenge, Hazrat Ibn Abbas Farmate hain ke Agla saal Aane se pehle hi RasoolAllah ๏ทบ Dunya se Tashreef le gaye.
๐ Sahih Muslim: 2722, 2666
●◗► Yaume Ashura ke Roze ke sath 9 ya 11 Tareekh ka Rozah rakhna Afzal aur Behtar hai, Lekin Agar kisi ne Sirf Ashura ka Rozah Rakha to bhi Harj nahin, Neez Hadeese Bala se ye bhi Pata chala ke Musalmano ko Har moqe par Yahood o Nasara ki Mushabihat se Bachna chahiye.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰
๐ฏPrepared By
Muhammad Ayan
Follow links...
๐ง Irsc99mcs@gmail.com
.... ๐ฏ%
๐ด๐ฑ๐ IS£AMIC๐ ๐ฑ๐ด
๐ฎ Plz Kindly Share with Others & Get Sawab-E-Jariya Jazak Allaah khair ....๐ฅ
- Get link
- X
- Other Apps
Comments