IRSC TODAY;
- Get link
- X
- Other Apps
Hamare Nabi MUHAMMAD (s.a.w) Ko Ilm-e-Ghaib Thi...!?
[17 : 89-97]
By:- Late DR. ISHRAR AHMAD
Qur'an says in surah Al-Bani Ishrail from aayah 89 to 97...
Kiya hamare nabi (s.a.w) aalim-ul-ghaib the?
simply you say:- YES.
kiu ki hamare nabi (s.a.w) ko ALLAH ne khud apne nabi (s.a.w) ko jannat, jahannam, meraj ki raat me satyen (7th) asman per NAMAZ gift kerna, aur hz hussain (r.a) ke karbala me katal hone ke bare me batana etc...
Ye ALLAH ki marzi thi, ki jitna ilm nabi (s.a.w) ko dena chaha diya.
simply you say:- NO.
kiu ki ALLAH ke siwa koi
nahi. kiu ki sirf ALLAH ko hi pata hai ki kayamat kab nazil ki jaye, aur kab ki jaye, kon kitna jiye ya kab marega, etc...
nahi. kiu ki sirf ALLAH ko hi pata hai ki kayamat kab nazil ki jaye, aur kab ki jaye, kon kitna jiye ya kab marega, etc...
ALLAH ne jo chij khud apne nabi (s.a.w) ko batai, to nabi (s.a.w) ko aalim-ul-ghaib kaise ho sakta hai? ye ghaib ki ilm dene wala to ALLAH hai, khud nabi (s.a.w) nahi.
Qur'an Surah Al-Kahaf [18 : 110]
- Get link
- X
- Other Apps
Comments